Meri ankhiyon se beh jaaye paani
Paani mein tera noor hai
Teri chadhti yeh jalti jawani
Jaani mera fitoor hai
Paagal mujhe kahe yeh jamana
Maana mera kasoor hai
Tere pichhe airi hoya main deewana
Hoya yeh dil mazboor hai
Khwabon mein chalte chalte
Mil jaayengi raahein
Maine socha naa maanga tha
Rab se kyun kholi yeh baahein tune
Dhadkan se aage chalti thi
Teri aawaze man mein
Aankhein jo ladti thi
Ab kho gayi kahan mehfil mein
Gairon mein dhalte dhalte
Ho gaye apne bhi door hai
Tujhse bhi kya main kahun
Jab duniya ka ye hi dastoor hai
Meri ankhiyon se beh jaaye paani
Paani mein tera noor hai
Teri chadhti yeh jalti jawani
Jaani mera fitoor hai
Paagal mujhe kahe yeh jamana
Maana mera kasoor hai
Tere pichhe airi hoya main deewana
Hoya yeh dil mazboor hai
Chal ye to jalte dil ki rawa hai
Chal ye to bhadke dil ki rawa hai
Aankhein ye teri bewafa hai
Jaanu tu marti bhi to naa hai