Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Ik ladka ik ladki ki
Hai yeh kahani nayi
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Ik dooje se huye judaa
Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Tum se dil jo lagaya
Toh jahan maine paya
Kabhi socha na tha yeh
Milon door hoga saaya
Kyun khuda tune
Mujhe aisa khaab dikhaya
Jab haqiqat mein usse
Todhna tha
Ik dooje se huye judaa
Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Teri meri, meri teri
Baaton ka har lamha
Sabje anjaana
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Har ehsaas mein tu hai
Har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Saara din bit jaye
Saari raat jagaye
Bus khayal tumhara
Lamha Lamha tadpaye
Yeh tadap keh rahi hai
Mit jaye faasle yeh
Tere mere darmiyaan
Joh hai saare
Ik dooje se huye judaa
Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri
Baaton ka har lamha
Sabje anjaana
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Har ehsaas mein tu hai
Har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye